11 Backbone ISKCON Quotes in Hindi That Kills Your Distress
1. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita-18.66
सर्वधर्मान्परित्यज्य मामेकं शरणं व्रज ।
अहं त्वां सर्वपापेभ्यो मोक्षयिष्यामि मा शुच: ॥
Samast Prakar ke Dharmon ka Parityag aur meri sharan me aao. Main samast papon se tumhara uddhar kar dunga. Daro mat.
Sri Krishna yeh Bhagavad Gita ke aakhri chapter mein kehtein hain. Yeh bahut badi baat hai.
Aap thoda dhyaan se socho?
Bhagavan yahan sabhi prakar ke dharmon ka tyag karne ko keh rahein hain. Yeh thoda ulta lagta hai?
Nahi kya?
Lekin yahi hai actual spiritual life ka success formula. Duniyan mein kai prakar ke dharm hain. Kabhi hume apne job ka dharm nibhana padta hai, kabhi family ka, aise kai dharm hain.
Chinta mat karo, yahan Bhagvaan job ya family chodne ke liye nahi keh rahe.
Ve yahan un sabhi dharmon ka tyag karne ko keh rahe hai, jo Bhagavan Shri Krishna ke Sharanagati lene mein ek rukavat hai.
Aage jaane ke liye Srimad Bhagavad Gita Yatharoop mei is shlok ka tatparya padhein.
2. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 2.13
देहिनोऽस्मिन्यथा देहे कौमारं यौवनं जरा ।
तथा देहान्तरप्राप्तिर्धीरस्तत्र न मुह्यति ॥
Yahan Bhagavad Shri Krishna bata rahe hai ki aap ka sharir nirantar parivartit hota rehta hai.
Yeh baat aap khud hi dekh sakte ho. Aap pehle ek nanhe munhe chotte se shishu ke rup mei aaye the. Phir aap bade hokar ek balak ya balika ka rup liya.
Phir yuva rup dharan kiya aur issi tarah aage vriddha avastha bhi nischit hai.
Aur yeh parivartan hum sabhi mei dekh sakte hai. Halaki, hamara sharir sada parivartit hota aaya hai, lekin aap to wahi ho.
To jo parivartit nahi hua – woh aatma hai, jo hamare bheetar hai – jiske karan sab kuch chal raha hai
Aur jo parivartit ho raha hai – woh sharir hai, jiska koi sthaiyi rup nahi, magar aatma kabhi nahi badalti
Aage jaane ke liye Srila Prabhupada dvara anuvadit Bhagavad Gita Yatharoop padhe, isse aapko, Bhagavad Gita ka asal gyan jald hi prapt ho jayega.
3. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 4.9
जन्म कर्म च मे दिव्यमेवं यो वेत्ति तत्त्वतः ।
त्यक्त्वा देहं पुनर्जन्म नैति मामेति सोऽर्जुन ॥
4. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 7.19
बहूनां जन्मनामन्ते ज्ञानवान्मां प्रपद्यते ।
वासुदेव: सर्वमिति स महात्मा सुदुर्लभ: ॥
5. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 7.14
दैवी ह्येषा गुणमयी मम माया दुरत्यया ।
मामेव ये प्रपद्यन्ते मायामेतां तरन्ति ते ॥ १४ ॥
6. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 18.54
ब्रह्मभूत: प्रसन्नात्मा न शोचति न काङ्क्षति ।
सम: सर्वेषु भूतेषु मद्भक्तिं लभते पराम् ॥ ५४ ॥
7. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 7.15
न मां दुष्कृतिनो मूढा: प्रपद्यन्ते नराधमा: ।
माययापहृतज्ञाना आसुरं भावमाश्रिता: ॥
8. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 3.27
प्रकृतेः क्रियमाणानि गुणैः कर्माणि सर्वशः ।
अहङ्कारविमूढात्मा कर्ताहमिति मन्यते ॥
9. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 18.61
ईश्वर: सर्वभूतानां हृद्देशेऽर्जुन तिष्ठति ।
भ्रामयन्सर्वभूतानि यन्त्रारूढानि मायया ॥
10. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 15.15
सर्वस्य चाहं हृदि सन्निविष्टो मत्त: स्मृतिर्ज्ञानमपोहनं च ।
वेदैश्च सर्वैरहमेव वेद्यो वेदान्तकृद्वेदविदेव चाहम् ॥
11. ISKCON Quotes in Hindi – Bhagavad Gita – 18.65
मन्मना भव मद्भक्तो मद्याजी मां नमस्कुरु ।
मामेवैष्यसि सत्यं ते प्रतिजाने प्रियो`ऽसि मे ॥